Friday, June 13, 2014

Sad Shayari SMS on Girls in Hindi

Haan mera har lamha chura liya aapne,
Aap ho ki koi chand dikha diya aapne,
Hamein Zindagi di kisi or ne,
Par pyaar itna deke jeena sikha diya aapne

Sad Shayari on Facebook in hindi SMS

Pyaar Karke Jatayein Ye Jaruri To Nahi,
Yaad Karke Koi Bataye Ye Jaruri To Nahi,
Rone Wala To Dil Me Hi Ro Leta Hai,
Aankh Me Aansoon Aayein Ye Jaruri To Nahi !

Sad Shayari on Friendship in hindi SMS

Mera har lamha chura liya aapne
Aankhon ko ek chand dikha diya aapne,
Hamein zindagi di kisi aur ne,
Par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne !

Hindi Sad Shayari SMS on Girls

Jaadu Sa Hai Teri Har Baat Me
Yaad Aata Hai Tu Din Or Raat Me
Kal Dekha Tha Jab Tumhara Sapna
Tab Bhi Tha Mera Haath Tumhare Haath Me!!

hindi sad sms shayari

Jindagi K Har Lamho Me Unhi Ko Pate Hain,
Bhool Jayein Khud Ko Par Unhe Nahi Bhoolate Hain,
Jane Kya Baat Hai Unme Ae Khuda,
Jitna Bhoolate Hain Wo Utna Yaad Aate Hai !

Wednesday, June 4, 2014

Kuch rishte iss jahan mein khas hote hai,

Kuch rishte iss jahan mein khas hote hai,
Hawa ke rukh se jinke ehsaas hote hai,
Yeh dil ki kashish nahi toh aur kya hai,
Door reh kar bhi woh dil ke kitne paas hote hai...

Tuesday, May 27, 2014

Dosti ki Kimat hindi Shayri

दोस्ती से कीमती कोई जागीर नही होती;
दोस्ती से खूबसूर्त कोई तस्वीर नही होती;
दोस्ती यूँ तो कचा धागा है मगर;
इस धागे से मजबूत कोई ज़ंजीर नही होती!