Tuesday, May 27, 2014

Dosti ki Kimat hindi Shayri

दोस्ती से कीमती कोई जागीर नही होती;
दोस्ती से खूबसूर्त कोई तस्वीर नही होती;
दोस्ती यूँ तो कचा धागा है मगर;
इस धागे से मजबूत कोई ज़ंजीर नही होती!

hindi Shayri-आप को इस दिल में उतार लेने को जी चाहता है

आप को इस दिल में उतार लेने को जी चाहता है,
खूबसूरत से फूलो में डूब जाने को जी चाहता है,
आपका साथ पाकर हम भूल गए सब मैखाने,
क्योकि उन मैखानो में भी आपका ही चेहरा नज़र आता है

चुप रहने वालों को भी किसी से प्यार होता है(hindi font Shayari)

रोज तेरा इंतजार होता है रोज ये दिल बेकरार होता है,
काश तुम समझ सकते कि चुप रहने
वालों को भी किसी से प्यार होता है...

Romantic Shayari for Girlfriend

Ek Tu Hi Sabse Zyada Yaad Aati Hai,
Ek Teri Dosti Hi Mere Dil Ko Bhaati Hai,
Kisi Raath Ko Sojaaun Jo Tujhe Yaad Kiye Bina,
Kasam Se Tu Mere Kwaabon Me Aakar Apni Yaad Dilathi Hai.

Romantic Poems in Hindi Language

Kabhi Lafz Bhool Jaaon Kabi Baat Bhool Jaaon,
Tujhe Is Qadar Chahoon Apni Zaat Bhool Jaaon
Uth Kar Kabhi Tere Paas Se Chal Doon,
To Jaate Huye Khud Ko Tere Paas Bhul Jaaon.

Romantic Shayari in Hindi

Teri Saason Mein Mil Jaye Meri Saasein,
Teri Baaton Mein Ghul Jaaye Meri Baatein
Ab To Bas Yahi Dua Hai Us Rab Se,
Teri Raaton Se Mil Jaaye Merii Raatein

Yeh Kaisa Tera Pyar Hai Zaalim Shayari

Yeh Kaisa Tera Pyar Hai Zaalim,
Dil Na Raha Sarkari Daftar Ban Gaya Hai,
Na Koi Kaam Kartha Hai Aur Na Koi Soch,
Na Hi Kisi Ki Baath Bhi Suntha Hai.