Showing posts with label shayari. Show all posts
Showing posts with label shayari. Show all posts

Saturday, November 29, 2014

Whatsapps Status | Sad Status For whatsapp in Hindi | 2 Lines Short Hindi Status

Sad Status For whatsapp in Hindi | 2 Lines Short Hindi Status 

1) Tumse bichde to malum hua k maut b koi cheez h ghalib
Zindigi toh woh thi jo hum teri mehfil mein guzaar aaye…

2) Tere na hone se zindagi mein bus itni si kami rehti hai,
Main chahe lakh muskurau in ankho mein nami rehti hai…

3) Agar nend aa jaaye toh so bhi liya karo….
Raato ko jagne se muhabbat lota nahi karti…

4) Ye dil hi to janta hai meri pak mohabbat ka aalam
Ke mujhe jeene ke liye sanso ki nahi teri jarurat hain

5) Raat bhar jalta raha ye dil usi ki yaad mein..
samaj nhi aata dard pyar karne se hota h ya yaad karne se

Wednesday, September 24, 2014

Awesome Heart Touching Inspirational Shayari in Hindi

Ek pahchan hajaro Dost bana deti hain,
Ek muskaan hajaro gum bhula deti hain
Zindagi ke safar me sambhal kar chalna
Ek galti hajaro sapne jala kr raakh deti h

Very Emotional Heart Touching Shayari in Hindi

Very Emotional Heart Touching Sms in Hindi

लौट आता हूँ वापस घर की तरफ,
हर रोज़ थका-हारा,
आज तक समझ नहीं आया की
जीने के लिए काम करता हूँ
या काम करने के लिए जीता हूँ।
बचपन में सबसे अधिक बार पूछा गया सवाल -
“बङे हो कर क्या बनना है ?”
जवाब अब मिला है, – “फिर से बच्चा बनना है

Tuesday, May 27, 2014

Four Line Birthday Shayari

Aaj Khushi To Muze Aapse Jayada Hai,
Halaki Ke Din To Aapka Hi Hai,
Yeh Khuda Ki Hamare Upar Maherbani Hai
Ke Aap Jaisa Humsafar Hamare Zindagi Me Hai

Janamdin Mubarak Ho!