Friday, May 10, 2013

Sad Shayari Sms in hindi for lover

jis ne hamko chaha use ham chah na sake
jiko ham ne chaha usko ham paa na sake
ye samjh lo yaro dil tutne ka khel hai
kisi ka thoda our khud ka bacha na saka

Thursday, May 9, 2013

romantic shayari in hindi

Hasin palon ko fir se abaad kar rahe the,
khuda se aapki hi baat kar rahe the,
bada sakun mila jab khuda ne bataya,
 aap bhi hame hi yaad kar rahe the

Tuesday, May 7, 2013

Play Bike Racing Games Online


PLAY PUZZELS GAME ONLINE


Punjabi Shayari

Hussan ki taup ka gola mara, tera kakh na rahe.
Tujh pe gir jaye qutbi tara, tera kakh na rahe,

Banking council waley teri har shay qarqi kar dain,
Charh jaye tujh pe qarzaa bhara, tera kakh na rahe,

Sardi andar neher ke banney, sari raat khalotey,
Tu na aayi, laya laara, tera kakh na rahe,

Dil ki chori ke ilzaam police ka chaapa par jaye,
Pharrya jaye tabbar sara, tera kakh na rahe,

Saari ghazal suna kar bhi nahin saarra dil ka mukya,
Saadda hai bas ikko hi naara, tera kakh na rahe..

betiya shayari -Betiyan sab ke muqaddar mein kahan hoti hain

Betiyan sab ke muqaddar mein kahan hoti hain,
Ghar khudaa ko jo pasand aye wahan hoti hain..

hindi (चुटकुले)-संता खुदकुशी करने रेलवे फाटक पर जा रहा था

संता खुदकुशी करने रेलवे फाटक पर  जा रहा था.
उसके हाथ में समोसे भी थे.

उसके दोस्त संता ने पूछ कहा जा रहा है?
संता: यार आत्महत्या करने जा रहा हूं.
दोस्त: तो यह समोसे क्यूं ले जा रहा है?
संता: यार अगर ट्रेन लेट हो गई तो भूख ना मर जाऊं