Showing posts with label Funny Shayari. Show all posts
Showing posts with label Funny Shayari. Show all posts

Sunday, January 18, 2015

funny shayari in hindi 140 words

Aaj didar, kal yaar, parson pyaar,
phir ikraar, phir intezaar, phir takraar,
phir darar, sari mehnat ho gayi bekar,
aur aakhir mein ek aur devdas at beer bar.

Sunday, January 4, 2015

Funny Shayari In Hindi For Friends

Sitaro me aap, Hawao me aap, Fizao me aap,
Baharo me aap, Dhop me aap, Chaaon me aap,
Sach hi suna hai ki buri aatmao ka koi thikana nahi hota…

Saturday, January 3, 2015

Best Funny Shayari Collection in Hindi

Best Funny Shayari Collection in Hindi 

धन से बेशक गरीब रहो पर दिल से रहना धनवान;
अक्सर झोपडी पे लिखा होता है सुस्वागतम;
और महल वाले लिखते है कुत्ते से सावधान।


**********************************
 तेरे ग़म में तड़प कर मर जायेंगे;
मर गए तो तेरा नाम ले जायेंगे;
रिश्वत देकर तुझे भी बुलायेंगे;
तुम ऊपर आओगे तो साथ बैठकर कुरकुरे खायेंगे।


*************************************

ऐ दोस्त बांध ले कफन मे व्हिस्की की बोतल,
कब्र मेँ बैठकर पिया करेगे;
इन लङकियो से तो मिली बेवफाई,

अब चुड़ैलों से सेटिंग किया करेंगे!
 ************************************

Patni Chalisa in Hindi- पत्नी चालीसा Wifes Prayer Funny

‘पत्नी चालीसा.’
नमो-नमो पत्नी महारानी,
तुम्हरी महिमा कोई न जानि,
हमने समझा तुम अबला हो,
पर तुमतो सबसे बड़ी बला हो,
जिस दिन हाथ में बेलन आवे,
उस दिन पति खूब चिल्लावे,
सारे बैड पे पत्नी सोवे,
पति बैठ फर्श पर रोवे,
तुमसे ही घर मथुरा काशी,
और तुमसे ही घर सत्यानासी,
पत्नी चालीसा जो नर गावे,
सब सुख छोड़ परम दुःख पावे.


‘PATNI CHALISA.’
Namo-namo patni maharani,
tumhri mhima koi na jani,
Hmne smjha tum abla ho,
par tumto sbse bdi bla ho,
Jis din hath me belan aawe,
us din PATI khub chillave,
Sare bed pe PATNI sove,
PATI baith farsh par rove,
Tumse hi ghar MATHURA KASHI,
aur tumse hi ghar Satyanasi,
PATNI CHALISA jo nar gave,
sab sukh chhod param dukh paave.

Thursday, January 1, 2015

Tajmahal kya cheez hai

Tajmahal kya cheez hai,
isse badi imarat banaunga,
Mumtaz to marke dafan hui thi,
tujhe to mein zinda dafnaunga

Funny Shayari : Arz Kiya hai

Funny Shayari (Chutkule)
Hindi Jokes
Arz kiya hai...
.
.
kitni haseen ho aap..
kitni haseen ho aap...
.
.
.
khud ko duniya ki nazro se bachaya karo....
.
.
wah wah wah wah
.
.
ankho me kajal hi kafi nahi....
ankho me kajal hi kafi nhi
.
.gale m nimbu mirch bhi latkaya karo

Patni ki Aarti Wifes Prayer Funny in Hindi

Patni ki Aarti 

 

Jai ho, Jai ho, O Patni Rani, Karti ho tum man maani
Baat hamari hardam ho talti, hum utaaren teri aarti
Tum saman balshali koi jag main nahi dooja
Hum toh hain balheen, tumahari Karen kiss tarah puja
Hum se khana banwane wali, bartan manjwaane wali
Naukar sa hum ko dhutkaarti, O rani, hum utaren teri aarti
Tum bachon ki amma pyaari, saas ki bitiya pyari
Kabhi agar tum rootho, kar do khatiya khari humari
Hum ko aksar hardkane waali, aankhen dikhane waali
Gussa tum hum par utarti, O rani, hum utaren teri aarti
Dhoop deep kuch tumhe na sohe gar kapoor baati,
Creame powder wali, lakhi lakhi tum kafi harshati
Yun toh lagti ho bholi bhaali, lekin tum ho ek du-naali

Boli ki goli hardam marti ho, O rani, hum utaren teri aarti
Pati-Patni ke es jag mein hai wahi purana nataa
Baithi baithi khati patni, pati din-raat kamata
Nish din mauj urane wali, humko tarsane wali
Saari kamai tum aakarti ho, O rani, hum utaren teri aarti
Ye saari dhan-daulat teri, tera chandi sona,
Hum toh kewal itna chaahe, tu naraj na hona
Hum ko ullu banane waali, ghar ki hey Laxmi aali,
Sewak ko kahe phatkarti, O rani, hum utaren teri aarti
Jai ho, Jai ho, O Patni Rani, Karti ho tum man maani
 Baat hamari hardam ho talti, hum utaaren teri aarti

Verry funny shayari on exam results

funny shayari on exam results

Kaash koi exam ke Result ka insurance kara dete,
To har exam ke pehle premium bhar dete,
Paas hote to thik varna insurance claim to kar hi dete.
***************************************
 dusra Question Dekhkar Darne Laga Dil,
Pachas No. Ana Bhi Lagne Laga Mushkil.
Teesra Question Dekh Kar Gale Me Atka Dam,
tees number Ane Ka Bhi Chance Hua Khatam.
Chautha Question Dekhkar Ud Gaye Mere Hosh.
Khali Copye Choddkar Ho Gaya Me Behosh.

Funny Shayari on Exam Time

Funny Student Shayari On Exams


Charo aur padayi ka saya hain,
Saare paper mein zero aaya h,
Hum to yuhi chal dete h bina muh
dhoye exam dene,
Aur log kehte hain, Sala raat bhar
padh ke aaya hai

Monday, December 29, 2014

Very funny Shayari in hindi on dosti

very funny shayari in hindi
Aansu tere nikle aur ankhe meri ho,
Dil tera dhadke aur dhadkan meri ho,
Khuda kare dosti apni itni gehri ho jaye,
Log tujhe peetein jab galti meri ho!

Funny Hindi Anniversary Sms

Funny Hindi Anniversary Sms
Aaj Titanic ki 125th anniversary hai
So sab pyar karne walo se request hai ke
Titanic ki yaad ko taza karte hue
Apne Mobile ko 2 minutes tak pani mein rakh dein..!

Sunday, December 28, 2014

Funny #Shayari on Machar

Funny #Shayari on Machar

kal raat machar ne kata mere chehre par,
dil mien junoon tha aankhoon mein khoon tha,
uthaya use masal dene ke liye par khayal aaya,
kambakht mein bhi aakhir apna hi to khoon tha.

Funny Jokes On Friend in hindi

Funny #Jokes On Friend in hindi
Yaad Rakh Kar Meri Dosti Ko Tumne,
Meri Zindagi Par ek Ehsaan Kar Diya,
Mere Mobile Mein Bhi Ye Aakhri Rupya Tha,
Le wo Bhi ab maine Tere Naam Kar Diya.

Hindi Funny SMS Shayari in hindi

 Hindi Funny SMS #Shayari
Chala Ja Message Tu Banke Gulab,
Hogi Sachi Dosti To Aayega Jawab,
Na Aaya Jawab To Mat Hona Udhaas,
Samjh Lena Bartan Saaf Kar Rahe Hai Janab.

Funny SMS Shayari On Friends

Funny #SMS #Shayari On Friends

 har khushi ko tere taraf mod doon,
chand sitare tere liye tod doon,
har kamyabi ka darwaza tere liye khol doon,
itna hi kaafi hai ya do char jhoot aur bol doon.

Funny shayari SMS In Hindi

Funny #Shayari #SMS In Hindi 
Aaj didar, kal yaar, parson pyaar,
phir ikraar, phir intezaar, phir takraar,
phir darar, sari mehnat ho gayi bekar,
aur aakhir mein ek aur devdas at beer bar.

Saturday, December 27, 2014

Best Funny Shayari for Husband Wife

Best Funny Shayari for Husband Wife

Sooraj Woh Jo Din Bhar Aasman Ka Saath De;
Chand Woh Jo Raat Bhar Taaron Ka Sath De;
Pyaar Woh Jo Zindagi Bhar Saath De;
Aur Biwi Woh Jo Har Baat Ka Ulta Jawab De!

Thursday, December 25, 2014

verry funny Sbki Gayi Na? :D

America Me Light Jaye To Power Office Me Phon Karte 
Hai Japan Me Jaye To Fuse Check Karte Hai 
But India Me Jaye To Padosi Ke Ghar Dekte Hai:
Sbki Gayi Na? :D

Friday, December 5, 2014

What Is Pyaar?

What Is #Pyaar?


Its A Group Of Friends Sitting In A Bar With Bottles In Hand And Saying -


"P" "Yaar".

Collection of Best Shayari For Everyone

Collection of Best #Shayari For Everyone

 

Do Pal Ki Bhi Khushi Na Mili To Kya 

Hum Umar Bhar Gum Ke Sahare Jilenge

Kya Hua Jo Humari Girl Friend Nahi 

Hum Aapki Girl Friend Ke Sahare Jilenge